Humesha Apna Khayal Rakhna
Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko
Sanbhaal Rakhna,
Us Ne Kaha Tha Mujh Se
“Apna Khayal Rakhna”,
Ye Bhi Kaha Tha Us Ne
”Har Khwab Aarzi Hay”,
Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-
Zawaal Rakhna,
Wo Keh Raha Tha Shayed
”Kuch Na Bata Sakou Main”,
Mere Saamne Na Tum Bhi Koi
Sawal Rakhna,
Wo hans K Keh Raha Tha
“Gham Bhi Tumhen Milen Gey”,
Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal
Rakhna,
Har Baat Ka Taqaaza Mujh Se Jo
Kar Raha Tha,
Kya Us ka Haq Nahi Tha
Mera Khayal Rakhna
Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko
Sanbhaal Rakhna,
Us Ne Kaha Tha Mujh Se
“Apna Khayal Rakhna”,
Ye Bhi Kaha Tha Us Ne
”Har Khwab Aarzi Hay”,
Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-
Zawaal Rakhna,
Wo Keh Raha Tha Shayed
”Kuch Na Bata Sakou Main”,
Mere Saamne Na Tum Bhi Koi
Sawal Rakhna,
Wo hans K Keh Raha Tha
“Gham Bhi Tumhen Milen Gey”,
Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal
Rakhna,
Har Baat Ka Taqaaza Mujh Se Jo
Kar Raha Tha,
Kya Us ka Haq Nahi Tha
Mera Khayal Rakhna
Comments
Post a Comment