Skip to main content

Tum Haso To Din Nikle


Tum hanso tu din niklay..chup raho tu raatain hain
kis ka gham , kahan ka gham, sab fazool batain hain

Aay khalo0s ma tujh kou kis terah bachaoun ga
dushmanoun ki chalain hain , sathiyoun ki ghatain hain

Tum per hi nahi moqouf , ajkal tu duniya ma
zeest k b mazhab hain, mout ki bhi zatain hain..

Comments