Ek Shakhs yun mujhe CHAHNE laga...
Apni zaat ko bhi wo BHULANE laga...
Naajane kya he mujh men jo bha gya use
Apni rooh men mujhe wo BASANE laga...
Meri doori ko sah na pata tha wo
kahen bichr na jaon men us se kabi
Bas yehi Darr use boht RULANE laga...
Tumhe pta he tum hi mera sab kuch ho?
Ro ro k ye Baat mujhe BATANE laga..
Men uski chaht ko bhala kya nam don
Jo apni Jaan bhi mujh per LUTANE laga...
Apni zaat ko bhi wo BHULANE laga...
Naajane kya he mujh men jo bha gya use
Apni rooh men mujhe wo BASANE laga...
Meri doori ko sah na pata tha wo
Rat to rat thi din bhi use SATANE laga...
kahen bichr na jaon men us se kabi
Bas yehi Darr use boht RULANE laga...
Tumhe pta he tum hi mera sab kuch ho?
Ro ro k ye Baat mujhe BATANE laga..
Men uski chaht ko bhala kya nam don
Jo apni Jaan bhi mujh per LUTANE laga...
Comments
Post a Comment